Har roj yhe subha kuch kahte hai....

Har roj yhe subha kuch kahte hai,
har roj yhe hawa kuch kahte hai,
hai kaha chupe tu door mujhse,
kyun door mujhse tu rahte hai ,

saam gumsum shant itne hai,
yhe aakhe pal pal raste dhondhte hai,
hogi tu kisi kone mein duniya ki,
par tanha na ho yhe duaa karte hai.             

No comments:

Post a Comment