aakho mein bas kr bechain kar gaya....

aakho mein bas kr bechain kar gaya
woh haseen koi kidhar gaya
intjaar hai mujhe tere jabab ka koi toh isaara kar jara
rote nhi meri aakhe aksar, muskil na aab itne kar
de de jawab meri baato ka gussa yhe thoda kam toh kar jara

Har roj yhe subha kuch kahte hai....

Har roj yhe subha kuch kahte hai,
har roj yhe hawa kuch kahte hai,
hai kaha chupe tu door mujhse,
kyun door mujhse tu rahte hai ,

saam gumsum shant itne hai,
yhe aakhe pal pal raste dhondhte hai,
hogi tu kisi kone mein duniya ki,
par tanha na ho yhe duaa karte hai.